Wednesday, December 28, 2016

What is Programming Langauge

 What is Programming langauge? Puri jankari Hindi Me 


programing language ko computer langauge bhi kahte hai. Jiske through program,software, website etc. Develop kiye jate hai. Jase facbook koi bhi website ye sare programming language jase ki c,c++,C#,php,asp.net etc,aur ise use karke hum kuch bhi bana sakte hai. jaise game,software, apps etc. Create kar sakte hai

jiske baare me ma puri jankari dene wala hu.kyo ki agar aap programming me apna careers banana chahte ha to apko   C /C++ Progranmming langauge ke baare me basic aur advance knowlage Batau ga  Kyo ki Agar Aap P.L sikhna chahte hai to aap ko C- programing language sikhna  bahut jaruri hai. Is Post Me hum jaan chuke hai ki programming langauge kya hai aur iska use kaha kaha hota hai. To hum aapko Next Post Me programming se Judi jaankari dege yeh artical  aapko kaise laga comment ke though jarur bataye.