Ms- Office Kya hai
Yah ek official software hai. Yah bahut saare application software ka samuh hai. jo office ki working ke sabhi jarurto ko pura karta hai.is software ko america ki company Microsoft ne develop kiya tha. Ms office ka pura naam Microsoft office hai. Ms office ke under paiye jane wale Software Word, excel, power point, outlook and Access hai. jinke baare me hum age post me janege.
ये जरुर पढ़े :
Ms- word
Microsoft word Ms- office ka ek software hai. jisko microsoft company ne banaya tha. yah software Pure world me sabse jayada use hone wala software hai. Microsoft word ka use Latter, Writing, Resume, Mail Merge etc. ko banane me kya jata hai. yah software time hi nhi bachata balki
yah word likh na paragraph banana, page banana, ko ek (सुनियोजित ढग से प्रस्तुत) karna word processing kahlata hai. isliye ms word ko word proccer bhi kahte hai.
Feacture Of Ms-Word
- Spelling And Grammar Check karna
So friends apko Ms Office aur Ms word kya hai Hindi me jankari kaisi lagi. agar apka koi sawal ya koi dout hai to plz comment ke through puch sakte hai.