Saturday, October 20, 2018

Blog Post Content Ko Copy Ya Chori Hone Se Kaise Bachaye

Step by Step follow kare. aur is artical ko pura padhe taki aapke samgh aa jaye ki aap apne blog artical/post ke content ko copyright ya chori hone se kaise bacha sakte hai.


Hello blogger. Aaj hum Aapko Aise blog tips batane wale hai. Jisko follow karke aap apne blog ke Article (Post) Ko Copy ya Chori hone se Bacha Sakte hai. Dosto ham bahut mehnat karke Post ko likhte hai aur ussi post ko aur koi Copy karke apne blog par paste karke post kar deta hai jiski wajha se hamare visitor kam ho jate hai. To mai ek Code ke bare me batane ja raha hu usse apne blog me laga kar apne post ko copy hone se bacha sakte hai us code ke wajha se aapke blog par na to cursur drag hoga aur na hi Right click hoga aur jab Right click Nahi hoga to Usse koi copy nahin kar sakta hai. To Chaliye jante hai Blog Post ko Copy Ya Chori Hone Se Kaise Bachaye. bas aap Step by Step follow kare. aur is artical ko pura padhe taki aapke samgh aa jaye ki aap apne blog artical/post ke content ko copyright ya chori hone se kaise bacha sakte hai.





Blog  Post Content Ko Copy Ya Chori Hone Se Kaise Bachaye  

Jab aap unique content likhte hai to usme kafi time mehnat lagti hai aur jab koi usse copy kar leta hai to aapki mahnat barbad ho sakti hai. Isliye aap hamesha yaad rakhe ki copy pasting stop karne ke liye internet par bahut saare plugin hai jinka use karke aap isko stop kar sakte hai. Hum aapko is article me jo bhi coding tips bataye ge jo WordPress aur all blogger platform par acche se work karegi so aap in tips ko kahi par use kar sakte hai.

 One lectstar


 Yah tarika sabse asaana aur easy hai aapke liye aapko bas apne blog ke <header> ya <body> code ke baad ye code add karna hai.
<body ondragstart="return false " Onselecstart="return False">
 is code ko copy karke apne <head> section me add kare isse aapke blog ki copy pasting ko disable kar sakte hai.

2.  CSS Coding

Sabse pahla or sabse aasan tarika jo bahut hi easy to hai hi sath hi isse aapki site ya blog par koi bhi bad effect nahi padta hai. All search engines easily aapke blog ko index and crawl kar sakte hai. Iske liye bas aapko apne blog ki CSS coding me ye code add karna hai.


body {  -webkit-touch-callout:none;  -webkit-user-select:none;  -khtml-user-select:none;  -moz-user-select:none;  -ms-user-select:none;  }

Is code ko apne css section me add karke save kare aur save kar de isse aapki  site ke contant koi bhi copy nahi kar sakta hai.

 Sabse pahle aap niche diye gaye code ko copy kare aur phir niche diye gaye steps follow kare.


<!- https://digitallerningpoint.blogspot.com/ start disable copy paste --><script type='text/javascript'> if(typeof document.onselectstart!="undefined" ) {document.onselectstart=new Function ("return false" ); } else{document.onmousedown=new Function ("return false" );document.onmouseup=new Function ("return false"); } </script><!-- techhindipost.com End disable copy paste -->
  • Apne blogger.com account me login kare.
  • Ab layout par click kare.
  • Ab right side me   add a gadget me click kare.

  • Aur html java script me click kare.
  • Ab aapne jo code copy kiya hai usse box me add karke save kar de.
Hamne aapko yaha par kai tarike bataye hai aap ko jo accha lage use used kar sakte hai.
To blogger aap in process ko apne blog me apply karke apne blog ke post ya content ko copy hone hone se bacha sakte hai.
hum umid karte hai ki aap ye article  asand aaya hoga aur aap is article ko ko aapne dosto se sath share kare taki woh bhi apne blog post content ko copy hone se bacha sake.