Friday, June 30, 2017

Algoritham Kya Hai ? Puri Jaankari Hindi Me


Hello dosto apko hum Digital lerning point ke is artical me batane wale hai ki Algorithm kya hai. Aur Computer me iska use kya karte hai. with example ke sath apko step by step Algorithm ke baare.

with example

What is Algorithm ?

Computer par kisi bhi problems ka ek निश्चित solution nikal ne ke liye hume us problem ko steps me define karna padta hai. jo ki ek  निश्चित क्रम me hote hai. Steps ke in collection ko hi Algorithm kaha jata hai. Iska matlab ya hua ki hume koi bhi problems ka solution nikal ne ke liye jo steps follow karne padte hai. un steps ko hi algorithm kahte hai.

Example- hum aapni life me koi bhi work karte hai. us work ko problem kah sakte hai. aur har problem ko solve karne ke liye bahut saare steps follow karne padte hai. for example- manlo hume kisi ko phone karna hai. to ye bhi ek problem hai kyoki hume kuck karna hai. Ab phone karne ke liye hume niche diye steps follow karna padhega.

  • Sabse pahle hum phone ko is baat ke liye check karege ki phone on hai ya off.
  • Phir hume us person ka phone number dial karna hota hai.
  • Phone number dial karne ke baad hume target person ke phone par bell jane ka intjaar karna padege. Aur yadi bell jati hai to target person phone uthaye ga aur hameri baat ho gayegi.
In sabhi steps  se hi samgh sakte hai ki phone karne jaisi choti si problem ka solction nikalne ke liye ek निश्चित steps ka istemal arna padta hai. Iske sath hi sabhi steps ko follow karna bhi jaruri hai. aur na hi in steps ko hum change kar sakte hai. yani ki hum inme se koi bhi steps ko agar follow nahi karge to hum target person se baat nahi kar payege. yani ki problem ka solution nahi nikaal sakte hai.

man lo hume A aur B  numbers ko plus karke unka result C me nikal na hai. aur phir C ke result ko Monitor par display karna chahte hai. yani hume C =A+B karna  hai. is work ko pura karne ke liye hume is problem ka solution nikalne ke liye nimn steps ka use karne padega.

Ans: 
 Step 1. Processing Starts
step 2. Variable A ka maan read karna.
Step 3. Variable B ke maan ko read karna.
Step 4. A aur B ke maan ko + karna.
Step 5. Maan A aur B ke result ko Variable C ki jagah par rakhna.
Step 6. C ke maan ko print karna.
Step 7. Processing Stop

So dosto aapko ye information kaisi lagi. agar achi lagi ho to aap is artical ko apne friends ko share jarur kare. aur is site ko follow karte rahe kyoki hum  is site ke through latest artical post karte hai. agar aap hamari site ko follow karge to aapko latest update miti rahgi. "Thanks to all of you "