Wednesday, June 21, 2017

Email Address Kaise Banaye? Puri Jaankari Hindi Me

Hello dosto is artical me hum aapko batane wale hai ki apna Email address kaise banaye kyoki Email ke bina internet ka koi bhi kaam pura nahi hota isliye is artical ke through hum batane wale hai ki email address kaise banaye.
kaise banaye

Email id har kahi use hoti hai jaise School, college, bank, office or to or interview ke form par bhi Email id dena hota hai.

E-mail account Kaise Banaye

Internet par bahut saari website/company hai jo hume free email accounts bana kar deti hai. Jaise ki Google[gmail], Yahoo, Microsoft top free email service dene wali company/website hai. Email account banane ke bare me hum niche step by step bata rahe hai.

1:-  New email banane ke liye sabse pahle aapko  www.gmail.com  par visit kare 


2:- Ab apke samne ek pop up window open hoga jis par apko apni detail fill karke apna manpasand email address fill karke submit par click kare ab apka gmail address ban kar tayar ho gaya hoga.

To dosto apko apna gmail address banane sirf 20 second me apka gmail address banke ready ho gaya hai. agar apko is post se related koi bhi sawal hai to aap comment ke through puch sakte hai.