Saturday, March 3, 2018

Blog Post Ke Upar/ Niche Social Media Share Button Kaise Lagaye


Hello dosto aaj hum blogger ke is hindi guide ke is artical me batane wale hai ki Blog post ke upar niche social media share Button Kaise Lagaye. share button blog ya website ki traffic badane me kafi help karte hai aur inke through visitors asaani se aapki post ya artical ko social media par apne dosto ke sath share kar sakte hai. Agar aap chaho to apni blog post me share button laga sakte ho to chaliye jante hai kaise Blog post ke upar niche social media share Button Kaise lagaye.

Blog Post Ke Upar Niche Social Media Button Kaise lagaye. 
  1. Sabse pahle Blogger.com par jaye aur log in kare, Apne blog ke dashboard par jaye.
  2. Template>> HTML par click kare.
  3. Ab aapke samne code window open hoga aap isme kahi par click karke Ctrl+F ki button daba kar <<data:post.body> search kare.
  4. Ab ye code copy kajiye.
<div class='addthis_toolbox addthis_default_style'>
<a class='addthis_button_tweet'/>
<a class='addthis_button_google_plusone' g:plusone:size='inline'/>
<a class='addthis_button_facebook_like'fb:like:layout:='button_count'/>
<a class='addthis_button_facebook_send'/>
<a class='addthis_button_stumbleupon_badge'/>
</div>
<script src='//s7.addthis.com/js/300/addthis_widget.js'type='text/javascript'/>


5. Code copy karke <data:post.body> ke niche paste kijiye.

Agar aapko post ke upar Button lagana hai to <data:post.body> Ke Upar code lagaye aur agar niche lagana hai to code ko niche paste kar de.
Ab aap saari setting karke save kar de phir aap view blog par click karke dhekh sakte hai ki aap ki post ke har post me social media share Button lag gaye hoge.
To friends agar aap ko koi problem hai to aap hame comment ke through jarur bataye aur hamare artical ko social media par share kare.