Wednesday, June 14, 2017

Level of Computer Langauge

Hello friends ...What is the programming language that I am writing to before ki c langauge kise kahte hai aur bhi 2-3 artical c langauge ke baare me aur is artical me "level of computer langauge" ki c programming langauge kitne level me use ki jati hai. Computer langauge ko three parts me devide kiy gaya hai.

Level of Programming Langauge

Level Of Programming Langauge

  • Low Level Langauge or Machine Langauge

Is langauge ko machine langauge bhi kahte hai. yah langauge me kewal binary codes ke according hi likhi jati hai. Isliye ye langauge kewal we hi log use karte hai jo computer ki saari knowlage jante ho. aur is langauge ke codes kewal ussi computer par run hote hai jis par ye likhe jate hai. ye langauge bahut dificult langauge hai. Lekin aap is website ke through machine langauge ko simple setup-by setup sikh sakte hai. Kyoki mai agale article me issi ke baare me likh ne wala hu.

  • Middle ALevel or Assembly Langauge
Is langauge ko assembly langauge bhi kahte hai. Assembly langauge me english ke word ko use karke programs create kiye jate hai. Aur isliye ye langauge use me machine langauge se simple hoti hai. Lekin phir bhi ye langauge kathin hoti hai. Isme ek asembler hota hai jo simple english word ko machine langauge me convert kar deta hai. Is langauge me bhi program banane wale programmer ko computer hardware ki kaphi achi knowlage honi chahiye.

  • High Level Langauge
Ye langauge bahut hi simple langauge hai ise koi bhi sikh sakta hai. Kyoki is langauge ke sare ke sare code english langauge me likhe jate hai. kyoki isme ek compiler hota hai jo direct program ko machine langauge me convert kar deta hai.


  • Assembler

Assembly langauge me likhe program ko machine langauge me convert karne ka kaam Assembler ke through kiya jata hai. Ye ek aisa software hota hai jo kisi Text file ko me likhe gaye assembly codes ko computer langauge me convert karke computer ke CPU par process karta hai. Aur CPU hume english langauge me Processed Result deta hai.



-