Monday, June 5, 2017

Free Software Download Karne Ki Top 10 Website

Wase ti internet par bahut saari website jaha se aap free software download kar sakte hai. Lekin aaj mai apko batau ga top 10 website ke baare me jaha se aap free software download kar sakte hai.


Free Software Download Karne Ki Top 10 Website

1.Filehippo.Com

Is website ke through aap sabhi tarah ke software/Freeware ko free me download kar sakte hai. Is website ki khas baat ye hai ki yaha par kisi software ko direct download kar sakte hai.

2. Filehorse.Com

Ye website same to same Filehippo jaisi hi hai. Lekin is website ki Download links Resumable nahi hai. Means agar aap file download par dauble click karte hi file downlod ho jayegi. Agar download karte time network problem ya koi aur problem hai to file ko push karke dubara download kar sakte hai.

3.Majorgeeks.Com

Major geeks.Com se aap 1000 se bhi jayada free software download kar sakte hai. Is website me bahut jaldi software update hote rhte hai. Isliye is website se software download karna sabse best hai.


4. ZDNet.Com

ZDNet Ko software ki library bhi kahte hai. Is Website me mobile aur computer ke liye free software download kar sakte hai.

5. Softpedia.Com

Is website ke through aap bahut saari jankari bhi le sakte hai. Iske sath sath free software bhi download kar sakte hai. Is website me Technology, Science, Health aur entertainment se related news bhi read kar sakte hai.

6. Freewarefiles.Com

Freewarefile.com ek bahut achi website hai. Is site me open source programs available hai. Is website me lako se bhi jayada software hai. jinhe aap free me download kar sakte hai

7. Filecluster.Com

Filecluster.Com ek new website hai. jaha se aap free soetware download kar sakte hai. Is website me freeware aur shareware programs dono hi hai. aur worldpress thems, aur software companies ke latest apps bhi update hote rahte hai.


8. Freedownloadcenter.Com

Freedownloadcenter.Com website ko 2001 me publish kiya gaya tha. Is website ko school website ki tarah design kiya gaya hai. Is website me bahut saare free software hai. Jinhe aap free download kar sakte hai.

9. Soft32.Com

Soft2.Com Windows, mobile, mac ke software publish karti hai. Yaha se aap free software download kar sakte hai. Ye website Freeware aur shareware dono hi software provide karti hai. jise aap download kar sakte hai.

10. Brothersoft.Com

Is website ke through aap bahut saare apps computer software download kar sakte hai. Is website me bahut saari category mr apps diye gaye hai. jaha se aap download kar sakte hai.


So friends maine apko is post me free software download karne ko top 10 website kyon si hai. agar aap ko software download karne koi problems ho to aap comment ke through puch sakta hai.