Hello everyone. Hamne aapko apne phichle artical Me bataya tha ki bogging kya hai aur blog post likhne ke top 5 way is artical Me hum baat karege ki blog banane ke baad usme 50-60 post likhne ke baad blogging se paise kaise earn kare.
Bogging ab online businesses ke Top tariko Me se ek ban chuka hai regular lakho log apne career ki starting blogging se karte hai. Kuch log fail ho jate hai par kuch log success ho jate hai. Jis tarah se blogging ki duniya badti ja rahi hai waise hi bogging se paise kamane ke way bhi badte ja rahe hai.
Blogging aur jayada official banta ja raha hai. Aur agar aap bhi blogging se online business karna chahte hai or internet se money earn karna chahte hai to aap blog se 5k 10k 20k 50k monthly earn kar sakte hai. Aur agar aapne abhi tak blog Nani banaya hai To blog Me free website kaise banaye ye artical read kar aap blogging Me free website bana sakte hai.
Mughe bogging Me jayada Time nahi hua hai lekin aaj lako log blogging se 100k se jaya monthly earn kar rahe hai. Internet ke through blogging se paisa kaise kamaye aapko bahaut saare tarike artical mil jaye ge likin jo log jayada paisa bogging se earn kar rahe hai unke tariko Me se hum aapko Top 5 way bata rahe hai. Jinke through aap bhi jayada paise kama sakte hai.
Ek kamyab blogger blogging se paisa kamane ke bahut sare raste apnate hai jaise absence, advtisment, affiliate marketing program, refral infolink etc. Lekin har blog se same tarike se paisa nahi kama sakte hai. Kuch log absence ke through kuch affiliate marketing aur kuch referral program ke through paisa kamate hai ye aapko deside karna hai ki aapko kaise kamana hai. Lekin aaj kal log affilate marketing ka use jayada karte hai kyoki ye absence se jayada paisa pay karta hai. aur jayada tar Hindi blogger Google absence ke through money earn karte hai. Absence ke ads link apne blog par lagane se un par click par paise milte hai aur isliye Hindi blogger sabse jayada iska use karte hai. But absence hi Nani hai blogging se paisa kamane Ka aise bahut se Way hai bogging se paisa kamane ke liye. Hum aapko yaha par Top 6 way bataye ge bogging se paisa kamane ke liye to chaliye starte karte hai.
Bogging Se Paise Kamane Ke Top 6 Way Janiye Hindi Me

New blogger khas kar jo Hindi Me blogging starts karte hai. Unke liye hamesha confusing rahte hai ki woh Hindi blog se paisa kaise kamaye unke liye mai batana chahu ga ki woh absence use kare.
Becoz is par aapko only advertisement yani ki ads par click karne ke paise milte hai Phir bhi agar aapko lagta hai ki aapke liye absence sahi
Nahi hai to aap in tariko ka use kar sakte hai.
1. Absence Advertisement:
Affiliate marketing blog se income karne ka sabse Top option Me se ek hai aur ek Hindi blogger ke liye Absence affiliate marketing se jayada benifite wala sabit hua hai. Kyoki Hindi blogger par jayada traffic local location se hote hai.
Jo online shopping karna pasand nahi karte hai jiski wajah se affiliate Hindi blog par jayada income wala sabit nahi hota. Absence par ads par click karne ke paise milte hai.
So Hindi blog ke liye Absence behtar
2. Affiliate Marketing:
Affiliate marketing blog se paise kamane ka sabse acha tarika hai. Affiliate advertisement par 1 click ke aap $1-50 tak earn kar sakte ho high pay affiliate program se aap per click $100 bhi earn kar sakte hai. Par iske liye aapke blog par kam se kam 5,000 pageviews par Day hone jaruri hai.
Aap apne blog ke hisab se SEO affiliate, hosting theme design ke alawa jo bhi aapke visitor pasand Kare 1000ro affiliate program join kar ke aapne blog se paise kama sakte hai.
3. Infolinks:
Infolink un blog ke liye better hai jo tech se related jaankari share karte hai. Agar aap bhi aapka blog internet blogging se related hai To aapke liye ye koi kaam ka Nahi hai.
Iski sabse badi baat ye hai ki aapko ek baar blog ko infolink se connect karna ke baad kahi ads lagane ki jarurat hi Nani hai ye aapki post ke top words ko hi ads link Me convert kar deta hai.
Aur agar aap infolink use karna chahte hai To ma aapko bata du ki visitor iske link ko kam pasant karte hai. Deside aapko karna hai ki aapko kyon se link lagane hai.
4. Sell Products
Agar aap internet marketer hai or aap aapko internet ki achi jaankari hai To jahir hai aapke blog par acha traffic bhi hoga. Agar aap chahte hai local product sell kar achi income generate kar sakte hai
5. Start Service
Agar aap designing, SEO, Create blog, Bogging kisi ke bare Me bhi achi tarah jante hai To aap apne blog Me self service start kar sakte hai. Aur achi income generate kar sakte hai Ek hindi blog ke liye ye sabse best tarika hai. Becoz 70% New bloggers ko iski Help chahiye hoti hai. Or aap unki Help kar benefit Kama sakte hai.
I hope aapko is article better jankari milegi. Or aap blog se paise kamane ke or bhi tarike internet par milege. But lekin hindi blogger ke liye yahi sabse Best hai. Aur aapko aasani se samgh Me bhi aa sakte hai. Isliye aap in tariko Me se kisi ko bhi blog Me use karke blogging ke through paisa kama sakte hai.
Article padne ke baad article ko share jarur kare 5 second ka Time lagega.