C langauge ek general- purpose, procedural popular computer programming langauge hai, jo ki system and application software create karne ke kaam aati hai, aur structured programming ko support karti hai, C langauge purani hone ke bavjude iski efficiency, structure aur better control ke karan bahut hi jayada use me aati hai, C langauge ko 19972 me DENNIS M.RITCHIE ne Bell Telephone Laboratories me UNIX operating system develop karne ke liye banaya tha, aaj kal ye bahut most popular hone ki vajah se isse java se compare kiya jata hai, java jo ki equally popular and most widely work me aane wali aur software programmer ki pasand ban chuki hai, C langauge ko is prakar design kiya gaya hai ki yah operating systems ke sath sath supercomputers se lekar embedded systems ke different application software banane ke liye best suited programming langauge hai - ye language bahut use hone wali language hai. To chaliye hum c langauge ke bhare me aur adhik Janane se pehle compiler ke bhare me jante hai jo ki English langauge ko machine langauge me convert karta hai.
Compiler kya hai-
Compiler Download Here par click kare aur apne pc yad laptop me install kare.
So dosto is post ko age badhate huye C programming Langauge kya hai ye hum jaan chuke hai. Aage start karte hai.

- Windows, UNIX, Linux etc. Operating system, Orcale Databse, MySQL, Server, MSSQL Server,IIS, Apache Web Server, PHP etc. Ye sabhi O.S C-Langauge me hi develop kiye gaye hai.
- Mobile Platforms, Satelight Connected Software, Set Top Box etc. Software bhi C- Langauge me hi develop kiye gaye hai.
- iPhone Aur ipad ke apps ko bhi Objective C naam ki "C" Langauge me hi develop kiye gaye hai.
- Sabhi tarah ke Embedded software, Device Drivers, aur Network Drivers ko C langauge me hi banaya jata hai,
- Kai tarah ki programming langauge ke assemblers, compilers, interpreters, aur kai tarah ke micro- controllers aur OS kemels ko bhi c langauge me hi banaya jata hai,
- jayada tar multimedia program jaise Games, sound editing software, video editing software, animation software ko bhi c programming langauge me hi develop kya jata hai, kyo ki C langauge ki performance kisi aur langauge se jaida achi hai.
- C- programming langauge hi ek assi langauge hai. jiska use kisi bhi computer ya digital electronic device ke hardware ko directly access karne ke liye kiya jata hai. yani c langauge ka use low level hardware programming ke liye bhi use kiya jata hai.
- Cprogramming langauge me hi assi power hai. Jo assembly langauge ki inline assembly ke rup me use kar sakte hai. aur kisi bhi device ke hardware (memory, CPU, etc...) ko directly access kr sakte hai.
jab hum computer me program likhte hai jo ki English langauge me hote hai. Jo ki computer ko samgh me n hi ati is ke liye jis software ko use Hota usse compiler kahte hai. Compiler english ko machine langauge me convert kar deta hai. Object code, machine langauge is collection of binary digits 0 1 010101010..., or bits, etc. Computer programs ko bahut saari develop kiya jata hai like C,C++,JAVA, C# Aur VB ke Ander write kiya jata hai. Phir compiler unko machine langauge me convert kar deta hai. So chalo apko computer ki basic langauge C PROGRAMMING LANGAUGE, aage badne se pehle compiler ko install kaise kare is ke bare me jaan lete hai,

Features of C Langauge-
yani hum chahe to C langauge ka use karke asse virus create kar sakte hai. jo kisi device ko permantaly damage kar sakte hai. aur ye power c langauge ke alawa kisi aur programming langauge me nhi hai. kyo ki kisi bhi device ke physical architecture ko Directly access karne ki power only c programming langauge me hi hai. is liye agar aap IT field se hai. aur programming sector me apna career banana chahte hai to apko c langauge ko sikana apke liye bahut jaruri hai. kyo ki ye to basic langauge hai ye sikh gaye to age ki langauge ko sihkna asaan ho jaye ga.