Hello frds. C++ ke artical ko aage badate hui hum aaj bataye ge ki programming language C aur C++ me data type kya hote hai aur hum inka use kaise apne program me kar sakte hai.
Hum apni life me kai tarah se data use karte hai agar dekha jaye to Data three types ke hote hai jinhe hum use karte hai. Ya hum kisi numbers ex. 1,2,4 ke rup me data ko represent karte hai ya phir character ke rup me use karte hai.
Same to same programming Language me issi concept ko use kiya gaya hai. C++ ka compiler bhi hume in three types ke data types provide karta hai inme se ek data type character ko represent karta hai aur dusra integer data type hai jise 3 alag alag type ke integer me define kiya gaya hai. Aur issi tarah se दशमलव . Wale special character ko represent karne wala float prakar ka data type hai. Jise alag alag real number ya floating point numbers ko represent karne ke liye vibhajit kiya gaya hai. Aur inhe C++ me kai bhago me banaya gaya hai taki data ko data ko alag alag tariko me represent kiya ja sake. Inhe niche example ke through samjhaya gaya hai.
To chaliye samagh te hai. Jab hume memory me character ko store karne ke liye memory me space banana padta hai tab hum nimn statement ke dawara character prakar ka variable declear karte hai. Char character1
Ye statement memory me ek character store karne ke liye 1 byte memory reverse karta hai aur ise Character 1 ka naam deta hai. Aur hame koi aur character store karna ho to nim statement likhe ge
character1 = ‘A’;
Character ko hamesa single quot me likhte hai jaise A; Y; etc.
To hum ye data type C++ aur C programming Language me use kiye jate hai bas tarika toda different hai isme hume C++ Ke baare me bataya hai ki kaise hum basic data type ko memory me store kar sakte hai. Aapko hamara yah Artical kaisa laga hume comments ke through jarur bataye aur hamare latest artical pane ke liye like aur Subscribe kare