Ms World Me View Menu Kya hai Aur iska Kya use hai. View Menu Ke Under World Document ki Style Se Related Commands Paye Jate Hai. Iske Under 4 View hote hai jinke through hum kisi bhi document ki style ko change kar ke usse ek accha look de sakte hai. bas hum jarurat hai ki hume is ki knowlage hona jaruri hai. To chaliye jante hai ki View me kyon kyon se menu hote hai aur inka kya use hai.
1. Normal:- Isme boder, page layout aur vertical ruler nahi dikhaye deta hai aur Typing editing page ko Formatting kar sakte hai.
2:- Web layout:- Is View me world document web page ki style me dikhai deta hai.
3:- Print layout:- Is view me page layout, boder , laft me ruler baar, right me scoll baar dikhai deta hai.
4:- Out line:- Is view me ruler baar nahi dikhai deta hai. Isme hum text ko edit copying kar sakte hai.
Ms word view menu ka use karke aap apne document ko edit karke ek unique look de sakte hai. Ms word view menu kya hai aur iska use kaise kare document edit karane ke liye aap ko samgh me aya hoga aap hume comments ke through jarur bataye aur is Artical ko share jarur kare