C++ ek computer programming langauge hai. jisko C langauge ke through hi develop kiya gaya hai. ye langauge computer programs write karne ke liye banayi gayi thi. 1990 ke under world me sab se jaiyada use hone wali langauge hai. C++ langauge ko C langauge me improvement ke liye create kiya gaya tha. agar apko ye post achi lage to niche comment box me comment ke through jarur bataye aur Social media me share jarur kare. kyo ki mai aap ko is post me C++ ke bare me puri jankari hindi me dene wala hu.
What is C++ ?
Pichle kuch time me jitni bhi modern langauge ko develop ki gayi hai. woh sabhi Object Oriented System par (आधारित) Langauge hai. aur C++ EK assi langauge hai. jisme OOPS ke niyamo se ko simple se implement kiya ja sakta hai. isko 1960s. me develop kiya gaya tha.
Yani Object Oriented programming system ke concepts ko C++ ke through kaphi asaani se sikha ja sakta hai. jise sabse pahle "C with class " ke naam se jana gaya tha. yani "C" langauge me class ke feature ko implement kiya jata hai. tab wahi C Langauge ek C++ langauge ke rup me convert ho jati hai.
Isliye "C" langauge me jin kaamo ko kiya jata hai. C++ langauge me un kaamo ko usi tarah se kiya jata hai. sath hi "C++" me object oriented concepts ka use karke program codes ko reusable bhi banaya ja sakta hai. jo ki Object Oriented Programming Systems ka Concept hai.