Friday, April 27, 2018

Computer Se Delete Ho Chuke Data ya File Ko Revcover Kaise kare



Hello dosto. Aaj is post me haam janege Ki Computer Se Delete Ho Chuke data ya File Ko Revcover kaise kare. Kabhi kabhi aisa hota hai ki Computer se hamari zarurat ki file delete ho jati hai. To aaj mai aapko aisi hi delete ho chuke file ko recover karne ke bare me bata rahe hai. jisse padhne ke baad aap bahut hi aasani se Apne data ko recover kar sakte hai. Waise to file recover karne ke bahut se software hai lekin hum aapko ek aise Software ke bare me bata rahe hai. jiski madad se lagbhag 1 GB ki file 1 se 2 min me Recover kar sakte hai.to Chaliye jante hai Computer Se Delete Ho Chuke data ya File Ko Revcover kaise kare. Bas aap is artical ko Step by step follow kare.

Computer Se Delete Ho chuke Data ya  File Ko Recover kaise kare-
Stap 1:
Aap sebse pahle apne PC me  EaseUS Data Recovery Wizard naam  ka software Download karke Install kare.
Install karne ke baad aap isme sirf 2 GB Ki  file hi Recover kar sakte hai. To chaliye isse Full version me karte hai.
Stap 2 :
Ab Start >> All Programs >> EaseUS Data Recovery Wizard par Right Click karke Properties par click kare.

Stap 3 :
Ab ek popup window open hoga usme Open File Location par click kare.

Stap 4 :
Ab aapke samne ek window open hoga usme se DRWUI naam ki file hogi usse delete kar de.

Stap 5 :

Ab aap  Crack UZ1 naam ka software.   Apne PC me Download kare.

Stap 6 :
Ab Crack UZ1 ko open kare Aur usme Technician >> x64 >> DRWUI ko copy kare.

Ab Copy kiye huye file ko us folder me Paste kare Jise aap Open File Location par click karke open kiya tha. Aap usse Step 4 me dekh sakte hai. Ab aapka EaseUS Data Recovery Wizard Full version me ho install Ho chuka hai.
Stap 7 :
Ab EaseUS Data Recovery Wizard ko Run kare.
1. Select a location par to start finding datapar click kare,
2. Yaha se apna Drive select kare jimse se aapko Delete file ko Recover karna hai,
3. Uske baad Scan par click kare,
Stap 8 :
Scan hone ke baad new page window open hoga.
1. Yaha par Recover Folder dekh sakte hai,
2. Yaha se jis file ko Recover karna ho usse select kare,
3. Uske baad Recover Par click kare,
Stap 9 :
Uske baad ek new wondow open hoga usme Jaha bhi aapko file ko save karna hai. Us folder select kare. jaise ki Desktop. Phir Save par click kare.

Stap 10 :
Ab aapka data ya jo File aapne select Ki hai woh Recover hone lagegi.

Hume ummit hai Ki  aapko Computer Se Delete Ho Chuke File Ko Revcover karne ki jankari acchi lagi hogi. To dosto agar aapko File recover karne me koi bhi problem ho niche cooment box me comment karke hame bataye. Hum aapke problem ka jaldi se jaldi jawab dege. Aur is artical ko social media par share jarur kare.