Thursday, April 12, 2018

Email kya hai? Aur email ka use kaise kare

Hello dosto digital lerning point me hum apko batane wale hai ki Email ya hai aur iska use hum kaise kare.
aur email ka use kaise kare

Email kya hai.

Email ka means Elecronic mailing jise hum Email ke naam se jante hai. Yah sabse jayada use ki jane Internet service hai. Hum Email ke through world ke kisi bhi jagah par turant message bhej sakte hai aur ek disre se baat bhi kar sakte hai. Bahut se ISPs free e-mail accounts ki service provider karate hai jaise email, yahoo, hotmail etc. 

Email ka use kaise kare.


Email ka use karne  ke liye aap apne email address se apne account me log in kar ke email ka use kar sakte hai.


Jab hum kisi ko message bhej te hai. To hum uske sath bahut se pyakar ki file ko attach karke  kisi ko bhi send kar sakte hai. Like koi document ya photo  aur saddi ke card ho ya kuch aur file ko jab hum attach karke apne friends ke pass bhej te hai to woh message ke Sath hi Hamare through bhej a gaya document ya file bhi dhek sakta hai.   Email bahut jayada lokpriya ho raha hai. Kyo ki simple mail ki jagah hum email ke through kisi documents ko turant message kar sakte hai.

To email ka use karke hum apni life ko Easy bana sakte hai. Kyo ki email bahut jayada use hone wali Service me se ek hai.

apko ye information kaisi lagi comment ke through jarur bataye. Agar koi problem ho to aap ha mare gmail address par message send kar sakte hai. Apki help hi hamara work hai. Aur agar aapko ye artical pasand aya to ho aap apne friends ko social media par share jarur kare.