What is Secondary Storage Device?+
Secondary Storage Device auxiliary Storage Device bhi kaha jata hai. Yah device computer ka parts nhi hoti hai. Is memory ka use hum computer me backup ke liye karte hai. Is memory ki storage capacity jayada hoti hai aur data excess karne ki capacity primary memory se kam hoti hai. Aur is memory ke three type hote hai.
- Sequential Access Storage Device : Sequential access storage device me storage data ko ussi cram me access kiya jata hai. Iska sabse padha example hai magenetic Tap
- Index Sequential Access Methode: Secondary Storage Device Ke is part me data ko kisi bhi tarah Access kiya ja sakta hai. aur kisi bhi cram me store kiya ja sakta hai.
- Direct Access Mathod: Is part me data ko kisi bhi tarah se access kiya ja sakta hai. Aur kisi bhi kRam me data ko store kiya ja sakta hai iski access gati serial access ke mukable jyada hoti hai.
Hame aapko is article me secondary storage device aur in ke kitne type hote hai ki puri jankari di hai. Agar aapko yah jankari pasand a aye to comment karke jarur bataye aur is post ko share jarur kare.